بہت فرسودہ لگتے ہیں مجھے اب یار کہ قصے،
گل و گلزار کی باتیں لب و رخسار کہ قصے ،
یہاں سب کہ مقدر میں فقط زخم جدائی ہے،
سبھی جھوٹے فسانے ہیں وصال یار کہ قصے ،
بھلا عشق و محبت سے کس کا پیٹ بھرتا ہے،
سنو ! تم کو سناتا ہوں میں کاروبار کہ قصے ،
سر دیوار لکھتا ہوں پس دیوار کہ قصے ،
میں اکثر اس لیے لوگوں سے جا کر خود نہیں ملتا،
وہی بیکار کی باتیں، وہی بیکار کہ قصے !
Bohat Farsooda Lagte Hain Mujhe Ab Yaar K Qissay,
Gul-o-Gulzar Ki Batain Lab-o-Rukhsaar K Qissay
Yahan Sab K Muqadar Mein Faqat Zakhm-e-Judai Hay,
Sabhi Jhootay Fasanay Hain Wasal-e-Yaar K Qissay,
Bhala Ishq-o-Muhabbat Say Kisi Ka Pait Bharta Hay,
Suno ! Tum Ko Sunata Hoon Mein Karobar K Qissay,
Meray Ehbaab Kehtay Hain Yehi Ek Aeb Hay Mujh Mein,
Sar-e-Deewar Likhta Hon Pas-e-Deewar K Qissay,
Main Aksar Iss Liye Logon Say Ja Kar Khud Nahin Milta,
Wohi Bekaar Ki Batain Wohi Bekaar K Qissay!
No comments:
Post a Comment