Zindagi Thak Kay Girti Hay Tou Khayaal Aata Hay, Jaan-Leva Hay Laa-Hasil Ki Tamanna Karna!
Wednesday, 28 August 2013
Saturday, 24 August 2013
Kahin Kuch Bhi Nhi Badla | Abrar Nadeem
Kahin Kuch Bhi Nhi Badla
Kahin Kuch Bhi Nhi BadlaNaya Ye Shehar Hay Lekin
Akyle Pan Ke Veshat Nay Yahan Bhi Ghair Rakha Hay
Wohi Uljahn Prysahni Jo Pehlay Thi So Ab Bhi Hay
Wohi Din Hain Wohi Raatian
Wohi Hum Hain Wohi Maatian..
Yahan Bhi Soo Balain Hain Jigar Ka Khoon Peeno Ko,
Yahan Bhi Dam Nekalta Hay
Faqat Ek Saans Jeeny Ko
Friday, 16 August 2013
Kalam-e-Bahoo | Ashiq Hovain Tay Ishq...
Ashiq Hovain Tay Ishq Kama'vain,
Dil Rakhain Waang Paha'raan Hoo,
Lakh Lakh Badyan, Hazaar Ulamay,
Kr Janain Baagh Baha'raan Hoo,
Mansoor Jehay Chak Soli Ditay,
Jehray Waqif Kul Asra'raan Hoo,
Sajdiyon Sayr Naa Chaye Bahoo,
Toray Kafir Kehan Haza'raan Hoo.
- Hazat Sakhi Sultan Bahoo (R.A)
Dil Rakhain Waang Paha'raan Hoo,
Lakh Lakh Badyan, Hazaar Ulamay,
Kr Janain Baagh Baha'raan Hoo,
Mansoor Jehay Chak Soli Ditay,
Jehray Waqif Kul Asra'raan Hoo,
Sajdiyon Sayr Naa Chaye Bahoo,
Toray Kafir Kehan Haza'raan Hoo.
- Hazat Sakhi Sultan Bahoo (R.A)
Thursday, 15 August 2013
Shair | Kuch Ban Naa Par'ra Gar Tou..
کچھ بن نہ پڑا گر تو ڈبو دیں گے سفینہ ،
ساحل کی قسم منتِ ناخدا نہ کریں گے !
ساحل کی قسم منتِ ناخدا نہ کریں گے !
Kuch Ban Naa Par'ra Gar Tou Dabo Dain Gay Safeena,
Sahil Ki Qasam, Minat-e-Na-Khuda Naa Krain Gay !
Wednesday, 7 August 2013
Bohat Farsooda Lagte Hain Mujhay Ab Yaar K Qissay..
بہت فرسودہ لگتے ہیں مجھے اب یار کہ قصے،
گل و گلزار کی باتیں لب و رخسار کہ قصے ،
یہاں سب کہ مقدر میں فقط زخم جدائی ہے،
سبھی جھوٹے فسانے ہیں وصال یار کہ قصے ،
بھلا عشق و محبت سے کس کا پیٹ بھرتا ہے،
سنو ! تم کو سناتا ہوں میں کاروبار کہ قصے ،
Mujhay Aik Khawab ka Tawaan Bharna Hay...
SUNO LOGO!
Meri ankhain khareedo gay?
Bohot majboor halat mei,
Mujhe neelam krni hen,
Koi mujhse naqad ley ley,
Main thoray dam ley lunga,
Jo pehli boli dy dy,
Bass usi k nam kr dunga,
Mujhe bazar walay keh rahy hein kum aqal tajir,
Ary sun'saan logo main nahi hun harss ka khwaahan,
Nafa nuqsaan ki shatranj nahi main kheleny aya,
Koi mujh ko kahey na manchala sa tajir,
Bata paon tumhe kis tarah kis tashveesh mei rakhun,
SUNO LOGO!
Bari mehboob tar hen mujhko meri neem tar ankhain,
Magr ab baichta hun k...
Mujhe aik khawab ka tawan bharna hay!
Meri ankhain khareedo gay?
Bohot majboor halat mei,
Mujhe neelam krni hen,
Koi mujhse naqad ley ley,
Main thoray dam ley lunga,
Jo pehli boli dy dy,
Bass usi k nam kr dunga,
Mujhe bazar walay keh rahy hein kum aqal tajir,
Ary sun'saan logo main nahi hun harss ka khwaahan,
Nafa nuqsaan ki shatranj nahi main kheleny aya,
Koi mujh ko kahey na manchala sa tajir,
Bata paon tumhe kis tarah kis tashveesh mei rakhun,
SUNO LOGO!
Bari mehboob tar hen mujhko meri neem tar ankhain,
Magr ab baichta hun k...
Mujhe aik khawab ka tawan bharna hay!
Ay Umr-E-Rawaan, Ahista Chal...
Ay Umr-E-Rawaan,
Ahista Chal,
Abhi Kha'sa Qarz Chukana Hay,
Kuch Khwaab Hain Jin Ko Likhna Hay,
Tabeer Ki Soorat Deni Hay,
Kuch Log Hain Ujray Dil Wale,
Jinhe Apni Muhabbat Deni Hay,
Kuch Phool Hain Jin Ko Chunana Hay,
Or Haar Ki Surat Deni Hay,
Kuch Neendein Apni Baqi Hain,
Jinhe Bantna Hay Kuch Logo Main,
Un Ko Bhi To Raahat Deni Hain,
Ay Umr-E-Rawaan,
Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hay,
- Aitbar Sajid
Ahista Chal,
Abhi Kha'sa Qarz Chukana Hay,
Kuch Khwaab Hain Jin Ko Likhna Hay,
Tabeer Ki Soorat Deni Hay,
Kuch Log Hain Ujray Dil Wale,
Jinhe Apni Muhabbat Deni Hay,
Kuch Phool Hain Jin Ko Chunana Hay,
Or Haar Ki Surat Deni Hay,
Kuch Neendein Apni Baqi Hain,
Jinhe Bantna Hay Kuch Logo Main,
Un Ko Bhi To Raahat Deni Hain,
Ay Umr-E-Rawaan,
Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hay,
- Aitbar Sajid
Sunday, 4 August 2013
Meray Pani Mein Mila Aur Zara Sa Pani - Mazahiya Ghazal
Meray Pani Mein Mila Aur Zara Sa Pani,
Meri Adat Hay K Peeta Hoon Main Patla Pani,
Allah Allah Safai Say Wo Raghbat Us Ki,
Us Ny Huq’qay Ka Kai Saal Sy Na Badla Pani,
Mujh Ko Sugar Bhi Hay Aur Pass-e-Sharee'at B Hay,
Meri Qismat Main Na Meetha Hay Na Karwa Pani,
Cha'ay Hi Cha'ay Badan Mein Lahu K Badly,
Dorta Hay Ab Ragon Mein Yehi Ta’ta Pani,
Main Nay Ek Falsafi Iss Fikar Mein Dooba Dekha,
Hota Kis Tarah Ka Gila Jo Naa Hota Pani,
Itni Achi B Nahin Itni Samaaji Tanqeed,
Band Ho Jaye Naa Anwar Tera Huq'qa Pani.
- Anwar Masood
Meri Adat Hay K Peeta Hoon Main Patla Pani,
Allah Allah Safai Say Wo Raghbat Us Ki,
Us Ny Huq’qay Ka Kai Saal Sy Na Badla Pani,
Mujh Ko Sugar Bhi Hay Aur Pass-e-Sharee'at B Hay,
Meri Qismat Main Na Meetha Hay Na Karwa Pani,
Cha'ay Hi Cha'ay Badan Mein Lahu K Badly,
Dorta Hay Ab Ragon Mein Yehi Ta’ta Pani,
Main Nay Ek Falsafi Iss Fikar Mein Dooba Dekha,
Hota Kis Tarah Ka Gila Jo Naa Hota Pani,
Itni Achi B Nahin Itni Samaaji Tanqeed,
Band Ho Jaye Naa Anwar Tera Huq'qa Pani.
- Anwar Masood
Saturday, 3 August 2013
Fancy Hijab... or Paradox... !
Yesterday, I came across the term "Fancy Hijab" while I was visiting a market for some shopping with a friend. He read out this phrase loudly and said "What is so fancy about Hijaab?".
Now I didn't understand what does the word 'fancy' (attractive, decorative or ornamented) has to do with Hijab! which means covered, modest... As far as I know, purpose of Hijab is to become unnoticable and not to become conspicuous. It is the symbol of modesty and chastity and not of fashion. It is used by a women to please the God the Almighty and not the people at large!
While this term 'Fancy Hijab' implies the meaning which are opposite of the true meaning of Hijab. Isn't it a paradox!
Hazrat Umar (RA) saying about Hypocrite (Munafiq)
دو طرح کے آدمیوں سے تمہیں نقصان پہنچنے کا خدشہ نہیں. ایک کھلا مومن اور
دوسرا کھلا کافر. مجھے تمھارے بارے میں اس منافق انسان سے خدشہ ہے ، جو
ایمان کی آڑ لے کر ناجائز کام کرتا ہے.
- حضرت عمر ؓ
- حضرت عمر ؓ
Subscribe to:
Posts (Atom)